Posts

hd poto

Image
                         ganganagar chok                        dhani besernath kand wala road              street no 5 dhani bhesernath               my home dhani besesernath   

hd photo

Image
     sunder nagri ,street 9  (abohar)

mere pyar ki kahani /real story of my.life

Image
kya aap ne kabhi kisi ladki se pyar kya hai bahut si ladkio se kya hoga  ajkal to jaise mahine me chaar hafte hotte hai vaise hi ladke ya ladkia har hafte me ladka ya (ladka) ladki badlta hai meri kahani .......aj me 20 saal ka ho gaya hu in 20 saalo me muje sirf ek ladki se pyar hua hai aaj aap ke saath share karna chahuga 16-17 saal ki umar me mujhe ek ladki se pyar hua ladki ka naam (kiran) tha me 3th class me tha to 2th class me thi ham school me baat nahi.kar patte the par school ke baad ham ghar ek sath jathe the tab kuch baate share kar lete the vo apne dada ke pass rahti thi jis school me ham padte the vo school sirf 5th tak hi tha uske baad 3 kilo meeter door school jana padta tha 5th ke baad me to 6th me chala gaya or 5th ke baad vo aone papa ke pass chli gayi aise vo mujh se door ho gayi jab jaa rahi thi to meri us se najre hi nahi hat rahi thi use to jana tha chali gayi me fir akela ho gaya   ek saal baad fir apni jindgi me bahar aayi kaise kyuki vo va...

my daily dream.1

Image
me or mere sathi ek baar bahar ghumane   gayeek aisi jaga gaye jo bahut hi bhayanak hai veeran khandar charo or jangal hi jangal baha ek atma ka basera tha vo atma vaha kayi saalo se rhe rhi thi jaise hi ham vaha gaye hame kutto ki bhoknenki aavaje aane lagi payalo ki avaje kisi ke nachne ki avaje jor jir se aane lagi ham sab dar gaye ham itne dar gye ki vaha se bhaag gaye par us atma ne hamara pichha nahi chodda  ham jaha gaye  vaha bhi us ke nachne ke avaje kutti ke bhokhne k i avaje aane lagi waha us atna ne hamare do dosto ko maar dya  ham vaha se bhaag  rhe hai or vo atma hamare pichhe padi hai baaghte baaghte ham ek mandir m pahuch gaye vo mandir hanuman ji ka hai vaha hanuman ji ki bahut adi murti hai ham mandir ke ander aa gaye or hanuman ji je charan pakad ke unse hame usatma se bachaane Ki sama magne lage .....aise dosto mera sapna khatam hotta hai ......