mere pyar ki kahani /real story of my.life
kya aap ne kabhi kisi ladki se pyar kya hai bahut si ladkio se kya hoga ajkal to jaise mahine me chaar hafte hotte hai vaise hi ladke ya ladkia har hafte me ladka ya (ladka) ladki badlta hai
yaha fir ek baar time palta kyuki uper wale ko kuchh or hi manjoor tha 2 saal baad vi fir mere pass ayi or apni galti ki maffi magi or kahti ki muje maff kar do me tume bahut chahiti hu is tara vi meri.zindgi me dubara aayi is baar usne muje itna pyar jya ki ajtak use bhula nahi pa raha hu ab vo mujh se door hai me alag sahar me or vo alag sahar me .....
......dosto kisi ne sahi kaha hainki ..................
pyar zindgi me sirf ek baar hi hotta hai ,or co aise pal hotte hai jo zindgi bhar yaad rahte hai use hi pyar kahte hai
meri kahani .......aj me 20 saal ka ho gaya hu in 20 saalo me muje sirf ek ladki se pyar hua hai aaj aap ke saath share karna chahuga 16-17 saal ki umar me mujhe ek ladki se pyar hua ladki ka naam (kiran) tha me 3th class me tha to 2th class me thi ham school me baat nahi.kar patte the par school ke baad ham ghar ek sath jathe the tab kuch baate share kar lete the vo apne dada ke pass rahti thi jis school me ham padte the vo school sirf 5th tak hi tha uske baad 3 kilo meeter door school jana padta tha 5th ke baad me to 6th me chala gaya or 5th ke baad vo aone papa ke pass chli gayi aise vo mujh se door ho gayi jab jaa rahi thi to meri us se najre hi nahi hat rahi thi use to jana tha chali gayi me fir akela ho gaya
ek saal baad fir apni jindgi me bahar aayi kaise kyuki vo vapas aa gayi thi uski family jaha hum rhte the vahi aa ke settle ho gayi is tra hamari dosti fir aage badi ek din drte drte mene usse puchh lya kya tum muje kike karti ho uska jabaab haa aise miximum 4 mahine hamara relation chala us ke baad pata nahi kya hua aap jante ho ki ladkia rang bahut jaldi badlti hai kisi or ko pasand karne lagi aiae mukh se baat narna ghat kar dya dheere dheere ek din aisa aya ki us ne mujhe kah dya ki ne tume like nahi karti hu kyu mere pichhe pade ho me kisi or ko like karti hui mujme kuchh kamia bata ke mujh se rista tod dya yaar mene to sacha pgar kya tha usne baisak mujhe time pass krne ke lye dosty banayi thi mene bhi kahe dya ,tum yeh chahti ho na ki me tumhare samne na au tume apni sakal na dikhau thik hai us ke baad me kabhi bhi uske samne nahi aya aya bhi to kabhi uski taraf nazar utha ke bhi nahi dekha sirf uski kusi.ke lye ki meri sakal dekh ke vo udas na ho
apni jidgi me pahli baar me sabse jyada royea tha to uske door hone ke karan,,
yaha fir ek baar time palta kyuki uper wale ko kuchh or hi manjoor tha 2 saal baad vi fir mere pass ayi or apni galti ki maffi magi or kahti ki muje maff kar do me tume bahut chahiti hu is tara vi meri.zindgi me dubara aayi is baar usne muje itna pyar jya ki ajtak use bhula nahi pa raha hu ab vo mujh se door hai me alag sahar me or vo alag sahar me .....
......dosto kisi ne sahi kaha hainki ..................
pyar zindgi me sirf ek baar hi hotta hai ,or co aise pal hotte hai jo zindgi bhar yaad rahte hai use hi pyar kahte hai



Comments
Post a Comment