my daily dream.1
me or mere sathi ek baar bahar ghumane gayeek aisi jaga gaye jo bahut hi bhayanak hai veeran khandar charo or jangal hi jangal baha ek atma ka basera tha vo atma vaha kayi saalo se rhe rhi thi jaise hi ham vaha gaye hame kutto ki bhoknenki aavaje aane lagi payalo ki avaje kisi ke nachne ki avaje jor jir se aane lagi ham sab dar gaye ham itne dar gye ki vaha se bhaag gaye par us atma ne hamara pichha nahi chodda ham jaha gaye vaha bhi us ke nachne ke avaje kutti ke bhokhne k i avaje aane lagi waha us atna ne hamare do dosto ko maar dya ham vaha se bhaag rhe hai or vo atma hamare pichhe padi hai baaghte baaghte ham ek mandir m pahuch gaye vo mandir hanuman ji ka hai vaha hanuman ji ki bahut adi murti hai ham mandir ke ander aa gaye or hanuman ji je charan pakad ke unse hame usatma se bachaane Ki sama magne lage .....aise dosto mera sapna khatam hotta hai ......

Comments
Post a Comment